I dunno why but ye upar ki serial list dekhke mujhe ulti aarahi hai. 🤢🤢
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
MAIRAs STATEMENT 16.4
Beautiful song; track of the year is here
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
I dunno why but ye upar ki serial list dekhke mujhe ulti aarahi hai. 🤢🤢
Bawra Dil mein Pinga aagaya dekho...!!!
Yeh Gondhal mujhe kuch Jaagran type lag raha
Baaki tum batao
Originally posted by: Alpha_Aakash
Waise Abhi Bawra Dil mein Gondhal ki taiyaari bata rahe
What does that mean ? Koi festival hai kya ?
Gondhal means kind of jagrata ....jaise matarani ka jagrata hota hai waise hamare yaha devi ambabaai ka gondhal hota hai
STAR JALSHA SCHEDULE
1:00 - Titli
1:30 - Radhakrishna dubbing
2:00 - Mohor
2:30 - Phelna
4:30 - Ogo Nirupama
5:00 - Sanjher baati
5:30 - Boron
6:00 - Khelaghor
6:30 - Desher Maati
7:00 - Sreemoyee
7:30 - Khorkuto
8:00 - Dhulokona
8:30 - Mon Phagun
9:00 - Shri Krishnobhokto Meera
9:30 - Gangaram
10:00 - Mahapith Tarapith
10:30 - Gramer Rani Binapaani
11:00 - Dhrubotara
18 original shows?😲 Is the channel crazy?
I dunno why but ye upar ki serial list dekhke mujhe ulti aarahi hai. 🤢🤢
Mujhe SJ aise bahut ganda ganda lag raha hai like baasi maal ke saath fresh maal ek hi peti me bandh kiya ho aur sabka bahut gandi badbu aarahi hai aisa feel aaraha hai 🤣🤣
Originally posted by: Alpha_Aakash
Bawra Dil mein Pinga aagaya dekho...!!!
Yeh Gondhal mujhe kuch Jaagran type lag raha
Baaki tum batao
Haa kind of jagraata.....raat bhar jaag ke devi ko upasana karte hai
17 originals + 1 dubbed (radha krishn)
Originally posted by: IamRaj96
Mujhe SJ aise bahut ganda ganda lag raha hai like baasi maal ke saath fresh maal ek hi peti me bandh kiya ho aur sabka bahut gandi badbu aarahi hai aisa feel aaraha hai 🤣🤣
Cheee. But you are right. Tumne dekha Raj kitne faltu slots daal rakhe hai.
Haan wahi laga mereko. Great. Maine itne Marathi base shows dekhe but ye wala first time kisi show mein dekha.
Mujhe SP se zyaada kuch nahi chahiye bas SNS2 aur YRKKH ko afternoon band pe daal do aur hosake toh Imlie ko bhi. 😳
https://twitter.com/GossipsTv/status/1999101107671601325
0