next trailer should be like "kya ab bhola ke aane se badal jaaenge rishte? kaise bachaega bhola chalaak bankar ishqaan ke rishte ko"Originally posted by: Ocean_of_waves
Shubh shubh bolo, aisa itni jaldi nahi hoga. Bas Bhola waapis aa gaya, aur kya chahiye.😆😊
PS- chahiye par abhi k liye Bhola aa gaya hai to khush hote hai😆😆


