Originally posted by: bubblesort
Vaise is bande ko bina chasme dikhta nahi to us din haveli mein khudko goli marni ki kya dhamliyan de raha tha , sidha chasma utarna thaš¤Ŗš¤£par ise har chiz mein drama karna hota haiš¤Ŗ
Seriously yaar woh chandelier todne se accha apna chashma tod deta𤣠he be like kya pharak padta hai tum kitne mirrors rakho jab mai hi andha hunš¤£
