arey pata nahi voh nalla barrister kya bolaKabhi asli kabhi nakli bol bol ke dimaagh kharaab kardiya π‘π€£Originally posted by: aastha12345
Fake marriage sab k saamne kaise hui? Acha waise hi hui hogi jaise mano uss bomb blast k baad zinda bach gayiππΌ
Par ani samjhaute wali shadi bolta tha, fake marriage ekdum last m bola, aur di-bosh bhi nhi dikhaya, so mano was kept open for a reason ππΌ, wapas aaegi dekhna!!
Anyway mujhe kya, I'll watch it for samnoy ka waaris, kyuki promo waise bbi pasand nhi aaya, agar by chance show acha nikal gaya to story k liye dekhungi