Agree, baatein galat nahi thi but woh baatein bolne ka haq Anupamaa ko nahi tha.
Baaki baa jaise taunts koi nahi maar sakta, she is so hilarious yaar, tu aur tera V, aaj kal baa V ko bhi lapete main le leti hai 😂
Kavya maharani ko ready made khana chahiye tha, kal bol rahi thi Anupamaa ko tum mere pati ke liye khana banana band kardo and aaj breakfast expect kar rahi thi😂
V ka chehra when he got to know parathe the breakfast main was 🤣
Leela said Sitaar bajakar Shashtriya Sangeet Chalu Kar Dungi 🤣
Her Sitars and Harmoniums