Originally posted by: hedwig_potter
Viru ko paani ubalna nahi aata to maggi bhi ni bana paayega, bread toast karna nahi aata, butter lagana nahi aata
butter lagana nahi aata hai to jam, ketchup jaisi cheeze lagana bhi nahi aata hoga
CN waale agar ice cream khaate to itne garam dimaag ke saath itna sara drama nahi karte, so I doubt ghar mein ice cream hogi
Bhagwaan na kare agar Viru kabhi ghar pe akela ho, complete lockdown ke karan restaurents bhi band ho, ghar mein faltu ke khaane ki cheeze na ho cuz lockdown hai, to iss bande ka kya hoga??😭😭