Tauba tauba 🤣 is post pe 100 likes thoko
Lmao🤣🤣🤣
Anokhi : jaate waqt haath rakh sakte hai but aate waqt sabzi k jhhole pakdne honge wo bhi doni haatho mein
Ss : itni sabziyan kyu mrs sabherwal
Anokhi : taki aap asli kaam k waqt behosh na ho jaye BM ne aapko diet food khila k kuposhit bana diya hai 😆
