🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: SRH vs CSK, 27th Match, at Hyderabad 🏏
🏏IPL 2026: RCB vs DC,26th Match, Bengaluru 18 Apr 3:30pm IST🏏
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai ~•~ Episode Discussion Thread #3
Now A Fighter 2 Is Being Made
Is Deepika Or Alia Pregnant Again
MAIRAs CASE 18.4
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
Two albums from 2001: which one do you prefer?
Originally posted by: butterturnips
Wo hostel chali gayi sindoor dhone aur Shaurya idhar SH aa gaya, toh phir aisa kya hua ki dono bhaag nikle phir se milne ke liye? Kahin aisa toh nahi ki Shaurya Anokhi ko blackmail kiya ho ki "mujhse milne aa jao warna mai abhi zeher ki botal pee lunga" 🤣
Itna filmi😆

Wo paas nahi hoti to control nahi hota na..
To BM ko dawai khilake wo biwi ke paas wapas aaya..
Biwi bahar nahi aayi..
Phir usne bonnet pe sindoor waali haath de maari..
Biwi bhaagti hui aayi.. 🤣
Kahan ho sab??
Ho gye na beghar 🤡
Dariya mein behte behte kabhi kinare k bare mein bhi soch liya karo warna dub hi jaoge huhh😆
Darshi ko msg kar dete to wo ccc bana deti
Anyway maine msg kar diya hai 😕
Main 20-30 likhne wali thi but zero type karna bhul gayi jaldi jaldi mein 🤣🤣
Lagta to nahi hai kiss karega but kar le to accha hai😆
Thik hai Anokhi fayda uthayegi paas hone ka aur kiss kardegi.. 🤣
Kash mil jaaye, tumhare muh tumhara fav dessert 😆
Wo paas nahi hoti to control nahi hota na..
To BM ko dawai khilake wo biwi ke paas wapas aaya..
Biwi bahar nahi aayi..
Phir usne bonnet pe sindoor waali haath de maari..
Biwi bhaagti hui aayi.. 🤣
@bold - 🤣🤣🤣
Biwi abhi dari hui h ki kahin ye raaz pure college mein na khul jaye isliye pati dev jo bolenge use wahi karna padega 🤣 Shaurya is smart! Bahut acchi blackmailing h yeh 🤣