Originally posted by: Manasi_16
Tum logon ke paas koi protests ya morche wale GIFs hai???
Hai toh post karo aur Sargam ko tag karo...FF likha hai bolke gayab ho gayi🥺
Spam kar do Sargu ko🤣
Nalayak hai ye shaitan
Ranveer Deepika Confirm Baby No 2
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: KKR vs RR, 28th Match, at Eden Gardens🏏
🏏IPL 2026: PBKS vs LSG, 29th Match, at New Chandigarh 🏏
GUILT ON CASE 20.4
MAIRA IN CUSTODY 19.4
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
Shabir Ahluwalia AT #25/R Bharadwaj-"𝒟ℯℯ𝓌𝒶𝓃𝒶 𝒯ℯ𝓇𝒶"
🏏South Africa Women vs India Women, 2nd T20I, Durban🏏
Originally posted by: Manasi_16
Tum logon ke paas koi protests ya morche wale GIFs hai???
Hai toh post karo aur Sargam ko tag karo...FF likha hai bolke gayab ho gayi🥺
Spam kar do Sargu ko🤣
Nalayak hai ye shaitan
Ye sargu humesha aisa hii karti... Bolke chali gayi hum wait karte rahe.. 🙄🙄🙄
Ab ye atyaachaar aur nahi sahenge hum.. ✊✊✊
Hayyee yeh kitne cute hai😆
Kya h y sab..??😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡
Kar dungi..Itni ke jaldi h tanne..Type to kar lu..Thoda sa reh gaya h
Originally posted by: sargamif
Kya h y sab..??😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡
Kar dungi..Itni ke jaldi h tanne..Type to kar lu..Thoda sa reh gaya h
Ok ok ok😳
Gussa na kar😚😚😚😚😚
Originally posted by: sargamif
Kya h y sab..??😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡🍅😡
Kar dungi..Itni ke jaldi h tanne..Type to kar lu..Thoda sa reh gaya h
Yeh kaisa behuda sawaal hai
Weekend hai, koi promo koi BTS nahi aaya, subah se yeh forum kam aur bhoot bangla zyada lag raha hai....aur tum pooch rahi ho ki jaldi kya hai😲
Thoda zyada drama ho gaya na🤣
Originally posted by: Manasi_16
Yeh kaisa behuda sawaal hai
Weekend hai, koi promo koi BTS nahi aaya, subah se yeh forum kam aur bhoot bangla zyada lag raha hai....aur tum pooch rahi ho ki jaldi kya hai😲
Thoda zyada ho gaya na🤣
@bold Jitna spam humne apko kiya tha usse to kam hi h..Humara level unmatchable h😎😎😎😎😎
Originally posted by: sargamif
@bold Jitna spam humne apko kiya tha usse to kam hi h..Humara level unmatchable h😎😎😎😎😎
Kya spam Kia tha manu ko 🤣🤣🤣🤣🤣👋👋
Originally posted by: Manasi_16
Yeh kaisa behuda sawaal hai
Weekend hai, koi promo koi BTS nahi aaya, subah se yeh forum kam aur bhoot bangla zyada lag raha hai....aur tum pooch rahi ho ki jaldi kya hai😲
Thoda zyada drama ho gaya na🤣
Tabhi Maine bola tha apko purane episode ke review dedo lekin nai
Originally posted by: sargamif
@bold Jitna spam humne apko kiya tha usse to kam hi h..Humara level unmatchable h😎😎😎😎😎
Bhai spam karne ke maamle mein aap guru log hai....main toh race main hi nahi hoon 🤣