
One liners of our one and only 
Shaurya Sabarwal 
• Agar tum ziddi ho toh Mai bhi Shaurya Sabharwal hoon.
• Tum meri jagah hoti to handle nahi kar pati...
• Babli : Sir, kya main Nikki ko le jau...? 
 Shaurya : Pleaseeee....😒
• Jitna aap mujhe janti h mai usse kahi behtar hu Ms. Bhalla
• Mai bohot kuch kar sakta hoon jiske bare mai apko koi knowledge nahi hai...
• Aap janti hi kitna hai mujhe, Mai or bhi bahut kuch kar sakta Hoon.
• Ms Bhalla agar mujhe pata chala ke media ko tip tumne di hai toh na mein bahar se acha lagunga naa hi ander se
• Tumhe bahut hassi aa rahi hai, jab mujhe pata chala ki media ko tum ne kal kiya to, Main hasunga tum rogi.
• kya main tumhe admin dekhta hoon miss bhalla
• Sorry sir lekin mene yeh jaan bhooj ke nh kia
Shaurya: nh nh...tumse toh kuch jaan bhooj ke nh hota..bs hojata
• Aur aap bhi wahan jaan bhooj k nh aate jahan yeh hoti...bs ajate😌
• Ms. Bhalla main kya aapko bollywood movie ka villan lagta hu jise heroine ko tang karna pasand hai
• “Disturb karna toh aapka fundamental right hai”
bataiye kaise disturb karna chahegi aap mujhe.
• Anokhi: Aapka koi haq nahi banta ki aap mujhse tarah se baat kare
 Shaurya: Main karna bhi nahi chahta
• A: Galti karne ke baad har koi aise kehta hain
 S: Mein sab jaise nahi hoon, samji?
 A: hanji 
• Mujhse aise baat mat karna am warning you 
• Shaurya - Tumhe bohat shouk haina courier company chalane ka
• Wow...kitni aachi tarah suljha liya tumne..hmmm.. interesting 
• Attitude kyu de rhi ho muje? 
• Khud toh jaise rasgulla hai 
• Thora careful rehna chahiye na ab main roadway ki bus ki tarah main har jagah ye toh nhi likhwa sakta na "YAATRI APNE SAMAAN KI KHUD JIMEEDARI LE"
• mera ek tareeka hain kaam karne ka, ya toh logo ko samaj aata hain ya nahi aata, yeh unki problem hoti hain 
• mein karela hoon? mein karela hoon?
• Yeh kaisa ACP hain, jise yeh bhi nahi pata yaha pe kya ho raha hain
• Neend toh mujhe bhi nahi aayi.
• Agar parwah nahi hoti naa toh mein kyun aata yahaan
• Lekin parwah ke saath akal hai mujhe
• Jab tum dekh rahi ho situation kya hai, agar khud zinda rahenge toh dusre ki madad kar payenge.
• Sorry to say officer but mujhe lagta hai aap bhul rahe ki apka kaam logo pe judgement pass karna nahi unki madat karna hai" 
• "Aapse zyada toh anokhi doodne mein lagi hai Aastha ko" 
• Tum jaanti bhi ho mujh par kya guzari thi. Shayad tum zindagi bhar nahi jaan paogi
• Tum bachpan me jhule se gir gayi thi kya?
• "Kyu prasad baatna hai" 
• "Agar dikha bhi diya toh kya fark padta hai" 
• "Tum sirf mujhe upar upar se jaanti ho"
• I am not answerable to you, do you get that?!” 
• “Man up”
• “Neem ke ped se aam expect karna, iske bare mein apka kya khayal hain, ms bhalla” 
• "Kahin apke misleading actione ke wajah se woh koi umeed na lagaye baithe .. I think everyone needs clarity .." 
• "Mujhe aisa kyu lag raha hai ki main tumhara beta hun aur tum mere baap"
• "Aap mujhse sawaal kar rahe hai Dad ..Ki khudko jawab de rahe hai !!" 
• “meri parwah kisine nahi ki.. but it’s okay, I’m fine” 
• Tum paas nahi hoti ho to control nahi hota.
• Hamara match adhura reh gaya..
• Aaj shaam ko lagate hai rang..
• Aur is baar koi ACP nahi aayega hume disturb karne..
• Wo hamara moment hoga Anokhi, I want it to be special..
• Aap jaanti hai kya jagah hai aapki mere zindegi mai, to har baar ye mujhe prove q karna padta hai..
• Don't make it about yourself BM, ye aapke baare mai nahi hai.. Ye meri zindegi hai..
• Ladka.. Mai Shaurya Shawarwal hu.. Sayad aapne pehchana nahi..
• Nahi chahiye, phek deta hu..
• Uski baat maan na.. Wo jo bole karna.. Aur mujhe jyada pareshan mat karna..
• Wo aayi thi.. Mujhe pata hai wo aayi thi..
• Zindegi mai pehli baar khus tha, aur aapne BM..

Edited by Bhavisweet03 - 4 years ago