Yeah 🤣🤣 tabhi mujhe laga ki maine Sai ko aise baat karte hue kabhi toh suna tha.
Aaj achanak yaad aa gaya tha woh dialogue 🤣.
Main bhi toh insaan hoon, mera bhi toh dil hai waala uska woh nautanki 🤣
Kisi nai nahi itna deeply observe nahi kiya siva ye apake. Par acha tha kam se kam purne Yaadein taja hogaye😃