kar to diya .... Behosh wala sceneš¤£
haa lekin tab Pallu behosh thi naa, wo kuch enjoy hi nahi kar payi
Hame waise pura scene chahiye mandir wala,
waise bhi Pallu ko apne pallu se RR ka paseena pochne mein maja aata hai aur RR ko bhi utna hi maja aata hai š
Isbar to full on haq se kar payenge dono