Lovely post again!!
beizzatified. hona Besharamlekha ki hobby ban gayee hain...she enjoys it!!! left right center Devdaas babu and his sweet aayi uski beizzati karte rahte hain and woh jaan boojh kar karwaati rahti hai!!š
"Kahan jaa raha hoon, kyun jaa raha hoon, kab aaoonga. Yeh mein nahin bata sakta hoon." Because I want to act like my Biwi.
I want to be a free bird like my wifey. 
Mujhe bhi Sai ki yaad aayee is waqt...sahi mein copy cat hai Sai ka...š



he loves u
but haan 75% pagal hai tera pati
kyuki bohat jald Veeru ki toofan mail aane wali hai wohi bajae gi aapko
