Aap sab ne itna kuch kehdiya ke mere paas kuch kehene ke liye bacha hi nahi 🤣. Phir bhi dil ki bharas nikalna zaroori hai🤣. Aisa nalayak insaan maine zindagi mein nahi dekha. Apni zindagi saearneme kisi aur ki zindagi barbaad kardi😡. Kutta, kamina, manhoos. Jabse Sayi ko mila hai tab se kuch na kuch garbar karta hai. Apna problem sulja nahi sakta toh ek 18/19 ki ladki se karata hai🤢😡