Originally posted by: Manisha_IF
Aese hi puch rahi thi
Mujhe laga kahi maharashtra me to nahi hai na
Waha haalat kharab hai...
14 din ka lockdown aa sakta hai aesa bol rahe hai TV vale
Nai nai
Idhar delhi me kejru humara 😎
Wo nai lagyega lockdown
Vaise tu kaha ki rehne wali hai