Ab aa hi gaye ho toh sun lo š...
Raghav couldn't help but keep staring at his Saree ka dukanāŗļø...
And Raghav's reaction when his mom was nazar utaring!š¤£... ( ayo Amma aap ka choice ko kya hua..š¤£)
Amma ko bahu pasand aa hi gayi! Mubaarkan Ji Mubaarkan!
Waise bhi Raghav compliment bhi different style mein deta hai.. " Yeh saari ka dukaan aaj thoda accha dikh raha hai!" ā¤ļø...
Jab propose karega tab bhi aisa karega!..
Raghav : Saree ka dukaan! Mujhe lagta hai ki main tumse thoda thoda pyaar karta hai! Ardhamainda!
Pallavi : Propose kar rahe ho ya dhamki de rahe ho!
Raghav : Yeh Raghav Rao ka style hai! Ardhamainda!
Pallavi : Unromantic Rao!
Raghav : Kya bola tu mere ko...
Pallavi : Yeh hi ki mujhe tum se pyaar nhin hua hai toh yeh joh tumhaara thoda thoda pyaar hai nah woh apni jeb mein daalo...Samajh la!