Wakeelon ke idea ne problem bada diya...
Aaj ki shayari kab leke aayegi hamari Jiya..
😆
🏏IPL 2026: PBKS vs DC, 55th Match, at Dharamsala🏏
🏏IPL 2026: GT vs SRH, 56th Match, at Ahmedabad
MOTHER'S DAY 11.5
Ranveer Singh Acquires Rights To The Immortals of Meluha
Mouni Roy s marriage in trouble?
How did Sara Ali Khan have such a bad downfall? Feat Faridoon
Anupamaa 12 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Some Connections are Meant for a Chapter
Please Suggest
Wakeelon ke idea ne problem bada diya...
Aaj ki shayari kab leke aayegi hamari Jiya..
😆
Famous Ban gaye pure duniya me AnuSar...
Unke ideas bhi hai unke tarah aparampaar..
🤣
Kalyani ne diya ek bhashan
Ho gaya Sampada ka hriday parivartan
Don't underestimate the power of Bhashan.. 🤣🤣
Milkar Ullu banaya Kallu ke team ne sabko..
Pata nahi kya tohfa denge ghar wale milkar unko..
New Episode:
Fas gayi bechari Kallu hamari
Malhar ki hoshiyari
Bach na payegi ab Malhar yeh bechari
Bhootani ki Nasamjhi
Kaka ke shak mein ulzi
dikh gayi wo Goda ko
ghabarakar bulaya goda me Sare Ghar ko
fir Kiya Kalyani ne natak ajab
jisase Bhootani ho Jaye gayab
lekin es ke chakkar mein fas gayi
usaki Chori pakadi gayi
ACP ke dimag ki chavi chal gayi
Kay ki sharat use pata chal gayi
Kar Raha hein koshish Sacchayi sari samane Aaye
kya hein majara Kalyani khud usako bataye
aapaka Kam hein abhi TRP badhaye
App pe Nahi THR hamesha TV pe Dekha Jaye.
Malharji dhund rahe hai Kallu ko banke bawra
Kalyani ne planning ki bina kiye kisi ke parwah.
Sampada aur Kalyani ne dikhayi hoshiyari
Lekin kabhi na kabhi pakdi jayegi unki chori
tum Sab log etane achhe ustad ban Gaye
Ham hi ab shayari karana bhool gaya🤣
keep it up...Bhagu tum hyper sonic ho gayi ho...shayari ke upar shayari ...badhiya hein.
SamYani milte hain sabse chupkar...
Behnon ke pyaar ne diya sabke dimaag ko takkar..