Originally posted by: Manasi_16
Clip dekh kar mere dimaag mein ek sawaal aaya...
Agar Sakshi ka itna bada phota tha Vir ke paas, toh Purvi ko bhooka-pyaasa rakh kar painting kyun banayi for the barsi???🤔
Isi se kaam chala leta na 🤷♀️
Kya baat kardi miya....mukhi ko apni doosri biwi ke saath time spwnd karna tha isiliye bahana bana diya ki painting banani hai aur socha hoga chal vrat vrat khelte kounsa tujhe kabhi pata chaleg sakshi kaisi dikhti thi....
Mein kya likh rahi hoon...inke promos and sneak peaks hote hi aise hai ki acha khasa insaan pagla jayee....