Yaar ye sab kal hi hua tha . Main ne kaha tha main masterchef nai dekhti to mousy ne kaha tha koi nai kuch aur dekh laingay.
Mujhe cookie ne pm kya tha n main bata kar gai thi ddt pe will join later
Par ab lagta hai master chef hi dekhungi coz yahan to mujhe Dhoka mil gaya đ
Par mian updates we hi join kaungi dekhungi nai
meri sunta kaun hai yahan, manna to dur ki baat haiđ€
ab kal vahi dekhenge jo tum kahogi, promise
12