Hi jiya
Aapne bahut accha vm banaya. Really beautiful. Song and situation perfect match.
Abhi maine govinda ka ek song suna
Kiya tring tring ka ishara mujhe badnaam kiya na.
Jab mukhi pur ko 2nd time college chodne jata hai, wo bhi ghanti bajata hai.
Kya aap vm bana sakte ho.
I know thoda ajeeb hai. But after listen to this song yahi scene mind me aaya. 🥱
