Ayiiii so beautiful thread Nitya🤗
Sorry for late 😃
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
Ayiiii so beautiful thread Nitya🤗
Sorry for late 😃
Starting with A


😍😍
Thank you Anu🤗so happy to see you back, such a lucky day, seeing missing members of our extended family back🤗
Wah wah kya choice hai song ki with beautiful MehRya together, couldn't have asked for more❤️
Continuing further, with Shaurya's feelings😉
Roop tera mastana pyar mera deewana
Bhool koyi humse na ho jaaye
Roop tera mastana pyar mera deewana
Bhool koyi humse na ho jaaye
Raat nasheeli mast sama hai
Aaj nashe mein saara jahan hai
Raat nasheeli mast sama hai
Aaj nashe mein saara jahan hai
Haaye sharabi mausam behkaye
Roop tera mastana pyar mera deewana
Bhool koyi humse na ho jaaye
Aankhon se aankhein milti hain aise
Bechain hoke tufaan mein jaise
Aankhon se aankhein milti hain aise
Bechain hoke tufaan mein jaise..


My favourite song n favorite couple 👌💕
Beautiful song Anu, what lovely MehRya pictures you are talling in😘
Hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliyeH
Hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliyeK
Khuleaam aanchal naa laheraa ke chaliyeH
Hujooris kadar bhee naa itaraake chaliye
Khule aam aanchal naa laheraa ke chaliye
Hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliyeK
Koeemanachalaa agar pakad legaa aanchal
Koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
Jaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa
Lagaa de agar badh ke julfon mein kaliyaan
Lagaa de agar badh ke julfon mein kaliyaan
To kyaa apanee julfe zatak dijeeyegaa
Hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
Khule aam aanchal naa laheraa ke chaliye
Hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye..
Anazing song Nitya👏
Yeh raaten yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Yeh raaten yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne ki milkar
Kabhi hum na honge juda
Yeh raaten yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Ke hum kho gaye pyar ki ragini mein
Yeh baahon mein baahen
Yeh behki nigahen
Loaane laga zindagi ka maza
Yeh raaten yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Sitaron ki mehfil ne karke
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab to saara jahan hai tumhara
Mohabbat jawan ho, khula aasman ho
Kare koyi dil aarzoo aur kya
Yeh raaten yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Thanks Mona🤗I simply love your choice of songs,they have such a haunting soothing flow👍🏼
Waadaa kar le saajanaa
Tere beena main naa rahoon
Mere beena too naa rahe
Ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
Naa honge judaa, ye waadaa rahaa
Waadaa kar le saajanaa
Tere beena main naa rahoon
Mere beena too naa rahe
Ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
Naa honge judaa, ye waadaa rahaa
Mai dhadakan too dil hai piyaa
Main baatee too meraa diyaa
Hum pyaar kee jyot jalaayein
Mai raahee meree manzil hai too
Main hoon lahar aur saaheel hai too
Jeewan bhar saath nibhaayein..
Just abhi post karne walithi😆 wa se
Originally posted by: Anuteja10
Just abhi post karne walithi😆 wa se
Sorry for interruption, early bird catches wa se🤣
Next wala..