Yeh 22 feb ka precap dekha
Kya tha ye....
Sampu sach me churail ban gayi kya ?????
🤣🤣
🏏IPL 2026: SRH vs DC, 31st Match, at Hyderabad 🏏
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
GUILT ON CASE 20.4
PATH TO TRUTH 21.4
Celebrating Abhishek and Aishwarya’s anniversary
Internet goes crazy after Anne Hathaway says InshaAllah
TV Serials, From Must-See to Missable Episodes: Where The Magic lost??
Yeh 22 feb ka precap dekha
Kya tha ye....
Sampu sach me churail ban gayi kya ?????
🤣🤣
Originally posted by: Priyapriyu

Haa, dekha
Sampu chudail ne apna asli roop dikha hi diya 😆
Originally posted by: Priyapriyu
Aaj phir moksh ki over smartness ka pradarshan hua
kaunse bachhe ko apne 1/2 saal ki baat yaad rehti hai
Kaun moksh k dialogue likhta hai yaar
Hain na...pehle hi moksh ki acting is way beyond his age aur uske dialogues...baap re baap 🙈🙈 kaun likthe hain yeh dialogues...
Mujhe moksh se zyada uska dost...woh chikkal cute lagta hai...golu molu sa...cute and innocent dikhta hain...humara moksh toh way beyond his age 😅😅

Raabta gang ka member jo hai
Haa, Chikkal bohot hi cute hai 
Mera uske gaal keechne ka mann karta hai
wahi to main bhi sochu ye kya sirf marne k liye aayegi kya
Now I’m believe ye pakka samthrav ka plan hai n moksh ko lekar bhi ye log jhooth bol rahe hai
Originally posted by: Priyapriyu
wahi to main bhi sochu ye kya sirf marne k liye aayegi kya
Now I’m believe ye pakka samthrav ka plan hai n moksh ko lekar bhi ye log jhooth bol rahe hai
This is 100% SamTharv's plan
Moksh ki sachai ka toh mujhe pata nahi lekin Sampada itni jaldi nahi maregi
Sahi kaha
Hain na...pehle hi moksh ki acting is way beyond his age aur uske dialogues...baap re baap 🙈🙈 kaun likthe hain yeh dialogues...
Mujhe moksh se zyada uska dost...woh chikkal cute lagta hai...golu molu sa...cute and innocent dikhta hain...humara moksh toh way beyond his age 😅😅
Hamara moksh kuch jyada hi smart bana diya hai yaar
Innocence to bahut kam hi dikhti hai
Chikkal is so cute use jab bhi dekhti hu man karta hai uske gaal khichu
Ha sampu itni jaldi nahi maregiThis is 100% SamTharv's plan
Moksh ki sachai ka toh mujhe pata nahi lekin Sampada itni jaldi nahi maregi
Ab kalma ko dekhkar jalna bhi to hai use
Uski life to barbaad hai but kalma ko achhe se rehte dekh ek baar uska regret karna to banta hai
Arzaan k rehte huye ye track aata na ki atharv moksh ka father hai to mujhe bahut hi jyada bura lagta....
Abhi ye bada wala moksh hai to jyada bura nahi lag rha hai
Aur ye moksh to raabta gang ka member jyada hai
Malhar ka moksh kam lagta hai
Originally posted by: Priyapriyu
Ha sampu itni jaldi nahi maregi
Ab kalma ko dekhkar jalna bhi to hai use
Uski life to barbaad hai but kalma ko achhe se rehte dekh ek baar uska regret karna to banta hai
@bold
Humari itni achhi kismat kaha hai 😔
@blue
Yaaass
Usse bhi toh pata chale ki asli pyaar kya hota hai
Bohot pachtayengi bichari 😈