Originally posted by: ms.nitya12
Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Ishq mazhab Ishq meri zaat ban gayi
Paaya maine, paaya tumhe,rab ne milaya tumhe..
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke dekhti hoon ab gayi,
Din hai sona aur chaandni raat ban gayi,
Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan Tere baalon ki khushboo se mehke chaman Sangmarmar ke jaisa ye tera badan Meri jaanejaan ye hai teri chaandni Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna