Originally posted by: PassionStar
🤣🤣Agar maine ek baar kabutari ko dekh liya to screen se nazrein nahi hata paungi....baar baar dekhti rahungi..aisa jaadu chalta hai massihe ka dil pe☺️...Isliye maine socha risk kyu lena
Kya Massiha banke aaya tha...vo na hota to boss ka kya hota😔
Mazaa aa gya Akanksha👍👌🤣🤣🤣🤣
Sahi ja rahi ho...😎😂😂😂😂
Ye hi umeed thi mujhe...good...😈
aise hi baat krna pasand hai,mazaa ata hai...🤣