Wo mohabbat hi kya, jo 2 ghante mein nah ho jo jaey
Take it with no pinch of salt🤣🤣
LE fandom: 1.47 mins wala, Yoga wala, Vaada wala love
Hota hai jo, love se zyada Dosti wala love...
2 din wala love
DIGNIFIED Didi: Hua Sai ko dard, par Humko aaj kuch zyada hua... Bhabhi wala love
Yeh kaise hua hai kya khabar Yehi pata hai bahut zyada hua... Obssession wala love
Agar yeh tumhari biwi ko bhi hua hai, Phir bhi mujhko zyada hua... SRK's K-K-K-Kiran wala love
JALEBI-Maker Virat: Mere vaade jaise pehli baar tuti hai
Aankhien kholke maine dekhi hai tujhey
Hui Pakhi ki bakwas zyada, leke teri khamoshi din chadha ...Deal wala love
Jhaakein tujhey Sinhgaad Forte ke beech se,
Karein DIG yeh mujhko ittelah
Leke (Kohi)noor sara, chand mera yahin pe... Hai chupa chupa hua
Zimmedari wala love
Hua joh attraction pehle bhi toh, par aab kuch zyada hua ...farz wala love
Yeh kya ho raha hai kya khabar Yehi pata hai ho raha hain.. (s)acche wala love
Magar yeh usko kyun nahi ho raha hai jaise mujhey ho raha hain...iss pyar ko kya naam doon wala love