mafia and vansh? Please...🤣🤣
pahele apne ghar k cctvs to thik karale...
uske naak k niche se uske bhai behen kabir riddhu pata nehi kya kya karte rehte hai, Riddhu ek novice spy hoke kya kya kar lia dhang se pakad to paya nehi...dramaking hai bas...wu dekha maine boss ka naya drama plan hai khud par hot oil daalne ka...kya baat baat pe cliff se kud jauga ye vo karta rehta hai🤪...start se hi tha...bas mafia wala attitude and badi badi baatein zada karta tha to humein galatfami ho gayi thi..🤪😆