Originally posted by: Scarlett_15
Kya review likha hai tumne Munnuš¤£š¤£
The title is so apt: Game of Thronesš
Ab sab bhikari malkin banne ke sapne dekhne lagega to kya hoga sochoš¤ŖSampoo is that bhikhari jisko apni bheek bhi doosre ko deni padiš¤£Uske haath bhik ka katora bhi nahi laga lolš¤£
Ye Anirudh kitni overacting kiya baap reUd ud ke kyu has raha tha ye pagal..Zabardasti ki battisi dikha raha thaBechare ko sirf "Baba jitenge dekhna" waala dialogue hi naseeb huaš¤£
Jab Sampoo bhikaran boli "Ab to Anirudh ne bhi mujhe shubhra ki jagah de diya" uski hasi dekhkar mann kar raha tha uske daant ukad phenku š”š”Aa to gadheda no pan baap nikalyošµ
Binoy ka to kya kehna..Til til marta dikh raha tha mujhe..Usko bhi kisine kukurmutta khilake goonga kar diya lagta hai š¤£
Mujhe ek baat samajh nahi aati ye Sampoo bhikaran aansu kyu bahati hai..Uske baap ki tijori ki chabi thi kya jo use dena padaSick woman hai ye aurat
Kaka's savageness has no boundaries..He plays so smart unlike Anirudh who just cant stop giving Colgate ads..šš¼Kaka ko hi barrister banna chahiye tha..Is Ani ko pooja paath mein bitha dena chahiye thaš¤Ŗš¤£
Mujhe aur bolna hai Munnu par ye phir OS ban jayega..š¤Ŗ
Mera dil bhara nahi hai ab tak..Koi nahi main bachi kuchi kasar AT par puri kardungiš³
Ek last baat, Ye Mama ke expressions kitne hilarious aur confusing hote hai..Wo has raha tha ya disgusting face bana raha tha mujhe ye samjha hi nahiš¤£
Decode karke batao mujhe Munnu inka dukh kya haiš¤Ŗ
@Bold š¤£š¤£š¤£š¤£š¤Ŗ