Originally posted by: Neh_anidita
Precap - Wha wha wha , kaka sasur ji ne kyaa scene palta hai , sampo maa ne kaka se tizori ki chabiya mangi and kaka ne de di , fir kaka ne ashirwaad ke bahane sampo se woh chabiya Bon ko dilwadi š¤£š¤£
And Bon was like - abhi apne aap se yeh chabiya alag nai hone dugi , sambhaal ke rakhu ki ( kaka with broad smile š sampo ma with sadi huyi shakal )
Yaar..mujhe laga hi tha ki kaka aisa kuch karenge promo dekh keš¤£š¤£š¤£
Indirectly kaka ne keh diya ki shubra maa ke baad bon hi hai ab bassš