Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe...
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai........
Next- I
🏏IPL 2026: CSK vs DC, 18th Match, MACS, Chennai🏏
🏏IPL 2026: MI vs RCB, 20th Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: LSG vs GT, 19th Match, Ekana Cricket Stadium, Lucknow🏏
Asha Bhosle Passes Away
Ranveer Singh At RSS Headquarters Nagpur
Favourite Songs of Asha Bhosle 💖💙🩷💛💜❤️💖
No China Mentioned In New Maatrubhumi Version
Deepika Owes Ranveer Love Not PR
NASHIK MNC Jihad
Which is your most awaited Summer Bollywood release?
Anupamaa 11 Apr 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Saif Ali Khan and Kareena Kapoor spotted
A Film Doesn’t Feel Like Propaganda If You Never Pause to Notice
12.4 and 13.4 episodes
Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe...
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai........
Next- I
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Arre re re re re
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Next A
Aap ki nazro ne samjha, pyar ke kaabil mujhe,
Dil ki ae dhadkan theher ja, mil gayi manzil mujhe,
Aapki nazro ne samjha
Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Next ----------- A
Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon
Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon
Next N
Aaja Aaja Mein Hun Pyar Tera,
Allah Allah Inkaar Tera..
Ooo oo Aaja Aah Aah Aaja...
Tumpe Hazaron Ki Aankhen, Chahiye Tumko Sahara,
Ho...
Palkon Mein Aahun Chupalun, Naazuk Tan Yeh Tumhara..
Ooo oo Aaja Aah Aah Aaja...
Next--- A
Originally posted by: SoniRSippu21
Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon
Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon
Sabke Dilon Mein Shaamil Bhi Hoon
Next N
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Naayak nahi khalanaayak hai tu
Zulmi bada duhkhadaayak hai tu
Is pyar ki tujko kya kadar
Is pyaar ke kaha layak hai tu
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Naayak nahi khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkhadaayak hoon main
Hai pyaar kya mujhako kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi khalnaayak hoon main
Next-- N
Na jaane kaha se aaya hai,
na jaane kaha ko jayega,
deewana kise banayega ye ladka
kisi ke haath na ayega ye ladka..
Kisi ke haath na ayega ye ladka
Next---------- A
Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kahaan, kya tera pata
Hum to yahaan pe musafir hain
Jo dhoondhe apni manzil ka pata
Next→A
Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi
Aaj kal tere mere pyar ke charche har zubaan par
Achha
Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi
To kyaa
Aaj kal tere mere pyar ke charche har zubaan par
Next R
Raaz aankhein teri
Sab bayaan kar rahi..
Sunraha dil teri
Khamoshiyan
Kuch kaho na suno
Pass mere raho
Ishq ki kaisi hai yeh
Gehraiyan
Next----------- N