waise AS kamaal ki budiya hai
i want to know ki bagwaan ne isse kis mitti se banaya hai.
iss age mein bhi kithna dimaag chalti hai.
bina kisi se lagaaw ya pyaar ke kaise rehsakta hai
i thought atul ke maut ke baadh kalyani hi atul ki aakhri nishani hai iss budiya ke paas so maybe pyaar vyaar nay kam se kam bura tho nay karegi uske saat but yeh alag hi mitti ki bani hai.
ab iss age mein yeh sab karke kya milega usse?
sab ko dheere dheere apne se dhoor kar rai hai.
ab jab death bed pe hogi tho kaun kyal rakhega uska?
sab ki zindagi tho barbaad kardi hai, koyi mudke bhi q dekhega?
and vivek and pallu woh bhi zabardasti chel rahe hai AS ko uhne budiya se koyi pyaar vyaar nay hai, pallu tho mudke bhi nay dhekegi agar kal koyi heart attack vagera aaya tho.
and thab humari all time raabta gang ke sharan mein hi aana padega usse, and yeh maaanta ke moorath uska dyaan bhi rakhenge