Ek batau queen tum hi nahi ham sab frustrated hein woh actress ko bardast karana jada kathin ho raha hein...usaki woh hasi jada bhayanak hein n acting ott..use Ramayan ya Mahabharat mein Tadka ya shrupankha ya Putana ka charactor achha lagega..usaki hasi es roles ke luye perfect hein.
About Anusar...unaka shayad thoda separation aayega..shayad Anu Vakili pe jada dhyan degi n pachata raha huwa Sarthak use manane ki koshish karega. Kyoki bar bar koi pati Anu ko aakhar kaise bhi bartav kare woh nahi sahegi. .shayad bad mein Malhar n Kalyani Anusar ko ek kar denge..lekin Ansar ka bhi tashan aayega..n aana chahiye..kyoki ab tak hamane kalama ka delha dekha Raabta dekha sabake lekin aage ka track agar Anusar ko dedicate kiya chahe chhota hi ho to achha rahega. .kuch to imp milega es story me.