Originally posted by: Manisha_IF
Maine kab se BB dekha nahi hai to pata nahi ki kaisa aa raha hai ya kya ho raha hai
Par achanak .2 kam ho jana kuch thik na laga
Are kamariya thoda week hi achcha trp layega dekhna...phir uski bhi halat bigdegi
Pinjra ke bare me kya bolu ab...abhi tak shock me hu ki .2 badha kaise
YRKKH aur KB ki compitition ke bawajud 1.6 aaya jabki 9 pe to compitition kam tha rasoda aur KKB tha to tab jyada aana chahiye tha na par tab na aaya aur ab aa raha hai
Mujhe kuch samaj nahi aa raha uski trp ko lekar
cant imagine bb decreased by 0.2😭..kitna achha hai wo
pinjara ek wahiyat hai..pata nehi log ye serial kaise dekhega.iska chehra pe bahut badiya nishani hai🤣😆
aur nik gul khan ki hena..hope ye trp sirf starting week ka hype hai
kundali bhagya 2.9