Originally posted by: Jsmp21
Yahi ki bhau ka accident ho ki puri memory lost ho...kalyani ek single parent bane..usaka struggle...Pillu ka pyar.. fir kalyani firse Mallu ko mile n firase pyar ho jaye..phir pillu tikadam lagake unako pyar ka ehesas karade..fir pyar ka ejahar..fir propose karana..shadi ki rasam...sangeet mehandi grad shadi..SR..n happy family..lo 2 years ki kahani ho gayi...kalma bhi mil gaye..moksh bhi khush ham bhi khush.😂😘
good storyline
aaram se 3 years nikal sakte hai
Anu supporting her
Moksh ke liye woh shaadi kare
KalMa will always be Moksh ke liye
all balanced
KalMa, AnuYani, AnuSar, KalMoksh, HarThak, SarYani, AS, Goda
I would love to see this storyline
TRP bhi 3+ hogi