Originally posted by: Chandu_500
woh episode yaad hai jisme usne kalyani ki khoobiya batayi when deshpandes rejected kalyani cuz her face was burt?
usme yehi insaan ne ayise baat ki jaise kalyani se accha insaan iss duniya mein hi nay hosakti hai.
kuch hi episodes pehle kalyani ke saamne sar jukhake baita tha saying woh usskeliye bagwaan jaisi hai
yehi insaan ne revelation wala din kalyani se bola tha ki woh usse paagalon ki tarah, beintahaasha pyaar karta hai
kalyani ka pata nay but i got so effected by his words
but abhi lagta hai agar pyaar ayisa ho na then ayisa pyaar bagwaan kisiko na de warna zindagi barbaat hojayegi
i want kalyani to ask malhar for divorce insab ke baadh.
but i know yeh mahaanta ki devi ek hi sorry mein usse maaf kardegi. typical FL of serails.🤪