Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
sorry main bhul gaye laal duppata.... š
Kabir ke dialogue ke baad vihaan bolega VR mansion ke servants Sab lazy hogaye hai... Thik se kaam karana chod diya.. Ab mein aaya gaya hua na toh sab ko line mein leke aayuga ļæ¼š
kya kya kya ka teen baar hota hai itv mein isiliye teen baar bola thoda melodrama toh ban ta hai. š
Melodrama me dadi ka slow motion run mera vansh aa gya
Tu mera vansh nai hai....
AP ka har angle pe zoom flip
Chachi ka khushi ka face phir aryan ko dekh k fading smile
Ishaani ka vihaan ko thappad
4 baar zoom hoga wo
