Originally posted by: MafiaQueen17
🤣thappad king ko kese bhul gayi me 🤣
Vihaan ka hype chal raha hai iss kaliye hua hoga😆
🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
MEHERs TRAP 3.4
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
Originally posted by: MafiaQueen17
🤣thappad king ko kese bhul gayi me 🤣
Vihaan ka hype chal raha hai iss kaliye hua hoga😆
Originally posted by: dusk2dawn
Pata nahi main guess kar rahi hoon..
Vihaan ka haal kuch aisa hoga..😆
Ik mulaqaat mein ,Baat hi baat mein
Unka yun muskurana gazab ho gaya
Kal talak jo mere khayaalo mein the
Rubaru unka aana gazab ho gaya
Darshi ye song yad mat dilao
Tumhe pata hai na mujhe is song se kiski yad aayegi😭😭😭😭😭😭
Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
Vihaan ka hype chal raha hai iss kaliye hua hoga😆
Haan kuch zyada he vihaan fever ho gaya he🤣
Originally posted by: MafiaQueen17
Boss kahege kitna badass bana diya mere gharwalo ne meri masoom biwi ko😆
Riddhima ab pakke mayne mei Riddhima Vansh RaiSinghania ban gayi 😎
Originally posted by: -Ayushi-
Wahi🤣
Riddhima - Vansh bhi ruk jata tha toh tum kya cheez ho
Vihaan - Main cheez badi hoon mast mast baby🤣
Yahan bhi Vihaan ki flirting chalu rahegi?? 🤣
Wo toh hai 😎
Originally posted by: Manisha_IF
Darshi ye song yad mat dilao
Tumhe pata hai na mujhe is song se kiski yad aayegi😭😭😭😭😭😭
Oops sorry..
Kiski yaad aayegi?? Ayushmaan??
Sorry main bhool gayi...
Originally posted by: merryyura
Yahan bhi Vihaan ki flirting chalu rahegi?? 🤣
Haan🤣
Wo kabhi nahi rukegi😛
uski yad kyu aayegi yar...
Maine to song dhyan se dekha tak nahi hai
Suna hai achche se