Originally posted by: Aromaticglitter
Sach me 🤬
Koi appreciation nai hai matlab lage raho saara kaam karo baaki sabka bhi check karo matlab waah ji waah
Insaan na machine hain
Iss corona saare officers ki naak me dum kar rakha hai
Agree 💯
Some days don’t even feel to wake up🤦♀️🤦♀️🤦♀️