AS and Pavek log milkar kuch aisa karenge jisase kaka bhadak jayenge ya kaka Deshmukh ko nicha dikhana shuru karenge..Dekho yeh DM kalyani...Mahanata ki murthi..yaha godbharai ka natak kar rahi hein n usapar Avani tont marana shuru karegi mera pati usaka bachha...n deshmukh par bhi arop lagayenge...tab Akhir mein Mallu bhadakar shadi ka raz khol sakata hein..ya fir na Makku ke karan Shayad Avanika jhuta pet gir jaye n natak samane aaye ki woh pregant hein n fir Sara eaz khul jaye..bachhe ko marane se achha yeh achha hoga..Ahir ne usako dhoka diua tha n shayad malhar ka nam leke kuch kad kiya hoga ya Ahir mara hoga malhar ke haton n usaka badala yeh stupid ne aisa liya..yar woh fraud nikale not ki preganat.