Originally posted by: Manisha_IF
Haa...aesa hi hua hai
Aur aaj kal SP ne promotion bhi badha diya hai almost har show ka
Waise SNS 2 ka dekha tune
Haan promo dekha naya
Kokila Gehna se keh rahi hai prasad mei anda kisne daala😆
Rasode mei kaun tha dialogue bhi mara usne😆