Originally posted by: dusk2dawn
🤣
battiyaan bujha degi n vansh black mein hoga toh andhere mein usko dark Vansh hi dikhega.. Ultra HD glow wala Vansh nahi dikhega..🤣
Waise riddhima karegi kya andhere mein pati ke saath??😉
🤣
Riddhima ko andhere mein kya karna chahiye uske liye humara KP thread bhej denge 😆
Hubby bhi kaafi hai but aaj kal woh alag mode mein hai ,mode change pe he can teach her better