Originally posted by: mithilalovesksg
arz kiya hain
dil ko dhadakana aapne sekhaya
yeh malum hi na tha aapse pehle
teh itna khush aur dukhi bhi ho skata hain aapko dekh ke ☺️
again original 😳
Kya sher hai aapke ,aaj ki theme to mast hai
kash Karan bhi aa jata kahi se,Janti hoon ho nahi sakta
Par idea jabardast hai

