Originally posted by: Manisha_IF
meri mummy TV dekh rahi hai
Unhone change kar diya tha tabtak
Jabtak maine phir se kiya tabtak ja chuka tha
Wo anjaan vala hi tha
Uska naam aaya tha ki wo gul ka lead hai
Jio TV mei star plus nahi aata..
Anjaan ke hero ka show aane wala hai yeh maine bhi padha tha kahin pe..