Originally posted by: AppleOfEye
Ek funny baat yaad agayi..pichle saal ek gadhi ne mujhe TT mei pucha tha aap india se ho? Maine kaha haan
To usne mujhe bola let me check..say india ki capital kya hai. To maine kaha lonavla hai behen🤪🤣🤣
Badi ayi test lene wali🤪🤣🤣
Asfii🤣