Ye Aparna kya husband aur Atharva pe gayi kya🤪
🤣🤣
ye sab karing😆
unfluenced by AS, Vaman, Atharva, Anna (pata nahi kaun hai)😆
🏏IPL 2026: CSK vs DC, 18th Match, MACS, Chennai🏏
🏏IPL 2026: PBKS vs SRH, 17th Match, New Chandigarh🏏
Ranveer Singh At RSS Headquarters Nagpur
🏏IPL 2026: LSG vs GT, 19th Match, Ekana Cricket Stadium, Lucknow🏏
No China Mentioned In New Maatrubhumi Version
Asha Bhosle Passes Away
Deepika Padukone Paid Less For Raaka
Deepika Owes Ranveer Love Not PR
Favourite Songs of Asha Bhosle 💖💙🩷💛💜❤️💖
Which is your most awaited Summer Bollywood release?
NASHIK MNC Jihad
🏏IPL 2026: MI vs RCB, 20th Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
Ye Aparna kya husband aur Atharva pe gayi kya🤪
🤣🤣
ye sab karing😆
unfluenced by AS, Vaman, Atharva, Anna (pata nahi kaun hai)😆
Originally posted by: rekha_crm
Mallu se toh puri duniya ko takleef hai..
Aparna bhi koi kasar nahi chodna chahti..
Aparna - Mai bhi kosish karungi Aao Saheb, Nal ke hatya ka badla lene ka.
AS - tum hamara Khoon ho Aparna. Hum sab tak Haar nahi maanenge jab tak woh Malhar Rane aakar mere saamne hath no jode.
Aparna Aaj se tumhe sab Akka bulayenge.. Vijayi Bhava..
Aparna - Jai Bhavani.. Aashirvaad dijiye Aao Saheb. Mai aapka adhura sapna poora karungi..
🤣
Ek Malhar sau dusmano ki kataar.....
Pta nhi kaunse nakshatra me Malharji ka pala in Deshmukh se pada hai....
Deshmukh ka ek banda aisa nhi jo Malharji ko pasand karta ho

Aao saheb ki sena me bahut sare sipahi hai....
Ek Malhar sau dusmano ki kataar.....
Pta nhi kaunse nakshatra me Malharji ka pala in Deshmukh se pada hai....
Deshmukh ka ek banda aisa nhi jo Malharji ko pasand karta ho
Mujhe Sunday ME se bhi koi ummeed nahi hai🤣
Filler episode to fill Zee TV slots on sunday evening 😆
anyway let's see
pta nhi kiska badla lene aayi hai...Originally posted by: Bacillusbadius
Ye Aparna kya husband aur Atharva pe gayi kya🤪
🤣🤣
ye sab karing😆
unfluenced by AS, Vaman, Atharva, Anna (pata nahi kaun hai)😆
Leap se pehle to thik thi....
ek baat muje samaj nay aayi ki mallu ko kuch yaadh q nay na.
dawai ki wajah se tho dawayi lene ke baad wale cheeze yaadh nay rehna chahiye na, pehle wale wale kaise bhoolgaya?😲
upar se he assumed everything ulta🤣
moreover, he searched for everything on the internet.😆
kaka yeh dekhtha tho kya hota uska?😎
Uska agenda hoga... Moksh agar mere Sampu ko nahi mila toh Kalyani aur Malhar ko bhi nahi milega..
Kya kidhar article aaya hein kya yeh Aparna nahi usaki behen hein Akka n usaka beta Anna...yar kisane likha tha kya internet pe??
Ye sahi hai.....Originally posted by: rekha_crm
Uska agenda hoga... Moksh agar mere Sampu ko nahi mila toh Kalyani aur Malhar ko bhi nahi milega..
Sare hath dhoke Malhar k pichhe pad jao .. ..
Aao saheb kam thi jo ab uski beti aa gyi
Pan chabate....
Kya kidhar article aaya hein kya yeh Aparna nahi usaki behen hein Akka n usaka beta Anna...yar kisane likha tha kya internet pe??
lol, this is so funny, article jhoot hoga.