Vansh must be crazy to not see the changes in Riddhima.
Agar Vansh ne yeh sab notice nahi kiya...toh yato banda andha hain ya phir pagal. Ya phir nautanki kar raha hain to not notice.
Usse bharosa ni na k pyar kuch change kr skta hai uski life mein
I hope Vansh ka trap aaye koi ab