ishani ne hame heran kai diyaOriginally posted by: Gaurirane366
wohi toh.. Mujhe laga whatever sirf english ya hindi ki latest song sunate hogi.. Par nahi
FWICE drops the non-cooperative directive against Ranveer
Aamir Khan set to marry Gauri Spratt in July
Episode dtd 3.6
Why Maddock films favors Kriti Sanon this much?
Episode dtd 4.6
Peddi - Reviews And Box Office
Vulgarity- Bollywood vs Tollywood
Ranveer Singh - FWICE Legal Issues
ishani ne hame heran kai diyaOriginally posted by: Gaurirane366
wohi toh.. Mujhe laga whatever sirf english ya hindi ki latest song sunate hogi.. Par nahi
Originally posted by: Manisha_Vankar
isme kya apshagun yar
Mrs. Dsouza ne bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. ššµ
ye ex...abhi aai nahi aur abhi se ye hal hai...aayegi to kya hoga...kya gul khilayegiOriginally posted by: merryyura
Mrs. Dsouza me bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. ššµ
bohot jaada.. ļæ¼šOriginally posted by: Manisha_Vankar
ishani ne hame heran kai diya
Writer ka ye surprise pasand aaya
Originally posted by: Manisha_Vankar
ye ex...abhi aai nahi aur abhi se ye hal hai...aayegi to kya hoga...kya gul khilayegi
Bahut jyada hi tabahi machaegi ye.
Originally posted by: merryyura
Mrs. Dsouza ne bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. ššµ
Koi bahaut bada dhoka diya hoga, jo vansh bhoola nahinš
Basketball scene happening.
Bola bola Angre ne riddhima ko Bhabhi bola. š¤£
iski wajah se kahi hamara vansh mafia VR ban gya hoKoi bahaut bada dhoka diya hoga, jo vansh bhoola nahinš
bola...bhabhi ne agar fir se backyard me jane ki koshish ki toš¤£Originally posted by: merryyura
Basketball scene happening.
Bola bola Angre ne riddhima ko Bhabhi bola. š¤£
Ye Vansh ko pata tha kya Riddhima chup ke sun rahi hai? Ball bilkul side se pass hua. š¤£