ishani ne hame heran kai diyaOriginally posted by: Gaurirane366
wohi toh.. Mujhe laga whatever sirf english ya hindi ki latest song sunate hogi.. Par nahi
🏏IPL 2026: GT vs SRH, 56th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: RCB vs KKR, 57th Match, at Raipur🏏
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!
Anupamaa 12 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
THARLA TAR MAG! Thread 10
Yeh rishta boring and bland kehlata hai
Maan Geet 3S : The Returning love[Part 2 on Pg 2]
ishani ne hame heran kai diyaOriginally posted by: Gaurirane366
wohi toh.. Mujhe laga whatever sirf english ya hindi ki latest song sunate hogi.. Par nahi
Originally posted by: Manisha_Vankar
isme kya apshagun yar
Mrs. Dsouza ne bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. 😒😵
ye ex...abhi aai nahi aur abhi se ye hal hai...aayegi to kya hoga...kya gul khilayegiOriginally posted by: merryyura
Mrs. Dsouza me bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. 😒😵
bohot jaada.. 😆Originally posted by: Manisha_Vankar
ishani ne hame heran kai diya
Writer ka ye surprise pasand aaya
Originally posted by: Manisha_Vankar
ye ex...abhi aai nahi aur abhi se ye hal hai...aayegi to kya hoga...kya gul khilayegi
Bahut jyada hi tabahi machaegi ye.
Originally posted by: merryyura
Mrs. Dsouza ne bola na. I'm damn sure kuch na kuch bahut bada kaand kiya hoga ex ne. Jo uske baare mein koi baat tak karna nahi chahta. 😒😵
Koi bahaut bada dhoka diya hoga, jo vansh bhoola nahinðŸ˜
Basketball scene happening.
Bola bola Angre ne riddhima ko Bhabhi bola. 🤣
iski wajah se kahi hamara vansh mafia VR ban gya hoKoi bahaut bada dhoka diya hoga, jo vansh bhoola nahinðŸ˜
bola...bhabhi ne agar fir se backyard me jane ki koshish ki to🤣Originally posted by: merryyura
Basketball scene happening.
Bola bola Angre ne riddhima ko Bhabhi bola. 🤣
Ye Vansh ko pata tha kya Riddhima chup ke sun rahi hai? Ball bilkul side se pass hua. 🤣