Originally posted by: dusk2dawn
Wohi toh Rudy boy ko papa bana deti,
MJ ko dadaji, Antara ko dadi..
Daadi ko pardadi
Rishi ko chacha..
Rajeev ko mama
Nandini ko naani..
Annoya ko bua..🤣
Sab badla khatam ho jaata..
Annoya ko bua🤣🤣
Ant bhala toh sab bhala
Like that
Anth mein baby toh sab happy baby faces milta humme🤣