Originally posted by: Mimzy
🤣🤣
Hashtag : patah nahi bhai kya hoga😭......ab daadi hi kuch karsakti hain hamara liye......
Abish : Matlab ?? Aise kaise ??
Hashtag : Daadi kuch na kuch kaand karne waali hain, aur itihaas gawa hain, daadi ke har kaand ke baad humaare mummy papa ka paas aana tay hain.....😃 Iss baar bhi kuch karde......😉
Abish: Chote......🤗Tune toh mere hopes bada diii.......ek poem recite karne ka man ho raha hain...dedicated to our Big Daadi....
Daadi amma daadi amma maan jaa😆
Humein dharthi pe leke aaja
Mummy aur papa ko pass laado
Chachu aur chachi ko bhi paas laado
Hashtag: 👏
***********************************
Meanwhile Dharthi pe .....
Meenakshi Rajvansh wakes up suddenly from a dream and starts hiccupping.......😲
Meenu : Hey ambe maa....yeh kaisa sapna thaaa....
Mera abish aur hashtag, kitne pareshaani mein hain.....mujhe kuch karna padega.....
Abir aur Kunal kahan par hain dekhkar aati hun.........
***Meenakshi gets up and goes out to search for Abir and Kunal.
She finds them sleeping in the balcony, hugging each other.****
Meenu : Hey ambe maa.....meine parivaar ki ekta keliye kitna kuch kiyaaaa.......par aapne kuch zyada hi ekta nahi bada diyaa mere donon beton ke beech.....😕
Par mujhe apni point prove karni hai😒 .....ki mishti aur kuhu iss ghar keliye bilkul sahi nahi hain......sab yeh maan jaye....phir mein in charon ko honeymoon keliye bhej dungi......alag alag.....warna yeh donon phirse...