Originally posted by: SuperstarSEHAR
manish insta online ho tou mujhy bhi batana.kya pata hum uska wait kary aur woh suddenly Humein surprise kary Indonesia sy pick post kr ky😃.fans ko shock dena uska nature hai.
Indonesia ka Naam mat lo yar,.... Pata nahi Indonesia me kya rakha h
Ghumne ka dil karta h to apne ghar jana chahiye unko hai na
3